Monday, March 13, 2006

Where are Bugs?

The story of a software tester !!!!!!!!


Bugs, May Lord,
Saaray C constructs ki khaak chaani,
Milay to kya, sirf doo bug.

Bug, bugs, bugs !!!!!
Saaray options try karnay ke baad, miltay hai to kya, sirf doo bug !!!!!

Kya yeh meri agyanta hai, ya mera bhram ??

Kya doo bugs bahot hai, is testing to paripurna karnay ke liye ??

Kya testing ka arth sirf hai, bugs dhundna ??

Kya reporting koi ahmiyat nahi rakhti?

Jab upar se bhagwan dekhta honga, to kya sochta honga,
Mainay diya logo ko dimaag, inhonay banayaya tools,

Aur milay to kya,

SIRF BUGS !!!!!

1 comment:

Pankaj said...

Man, who are you, a tester , i suppose ????